Dec19 maine suna hai Posted on December 19, 2011 by Momna Gull maine suna hai maine suna hai jab ghamon ki gard ansuoon mai beh jaye to sari kasaafat dhul jati hai or samnay ka manzar saaf dikhai deta hai mai bohat rooi hoon or ankhai ab mazeed ronay se inkari hain