Badli Badli Si Fizza Lagti Hay

Badli Badli Si Fizza Lagti Hay
Saari Dunya Hi Khafa Lagti Hay

Dill Ka Darwaza Khula Choar Diya
Teray Qadmon Ki Sadaa Lagti Hay

Chaand Ho Jesay Sitaron Say Allag
Esay Neainon Mein Haya lagti Hay

Teri Qurbat Mein Juki Si Nazar
Aik Masoom Si Dua Lagti Hay

Marhala Moat Ka Mushkil Magar
Zindgi Es Kay Siva Lagti Hay

Hum aaj se khushbu ka taqaaza na karengey

Azmat ka kisi phool ki sauda na karengey
hum aaj se khushbu ka taqaaza na karengey

aankho.n mei chubhey aap ki taabeer hi jis ki
aisaa ho koi khwaab to dekhaa na karengey

jo aap ke hi naam se aatey hain zabaa.n per
wo harf kisi aur pe zaayaa na karengey

sab log samajhtey hai isey aap ki soorat
deewaar pe hum chaand banaaya na karengey

ik rooh bhi aazaad hui qaid e badan se
is qatl ka qaatil se bhi shikwaa na karengey

kya raah dikhayegi jo gum-raah mili khud
is aql pe ab aur bharosaa na karengey

Pathan on Cycle!!!

Pathan raat ko Cycle lay ker Qabristan main ghuss gaya..


Phis jab bahir nikla tu Paseena ponchtay howe Bola:


Yaara????


Yeh kon sa Road tha??


Itna Speed BREAKERS…….